A.R. Rahman — Kun Faya Kun

Ya Nizamuddin Auliya Ya Nizamuddin Sarkar Kadam badha le, haddon ko mita le Aaja khalipan mein pee ka ghar tera Tere bin khali aaja khalipan mein Tere bin khali aaja khalipan mein Rangreza, Rangreza Rangreza Ho, Rangreza, Rangreza Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Wo jo mujhmein samaaya, wo jo tujhmein samaaya Maula wahi-wahi maaya Wo jo mujhmein samaaya, wo jo tujhmein samaaya Maula wahi-wahi maaya Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Rangreza rang mera, tann mera mann Le-le rangaai chahe tann chahe mann Rangreza rang mera, tann mera mann Le-le rangaai chahe tann chahe mann Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Qatra mila jo tere darr barse O, Maula, Maula Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam SalAllah hu alayhi wasallam Ho mujhpe karam sarkar tera Araj tujhe karde mujhe, mujhse hi riha Ab mujhko bhi ho deedar mera Karde mujhe mujhse hi riha, mujhse hi rihaaa Mann ke mere ye bharam Kachche mere ye karam Leke chale hain kahaan, main to jaanu hi na Tu hai mujhmein samaaya, kahaan leke mujhe aaya Main hoon tujhmein samaaya, tere peechhe chala aaya Tera hi main ik saaya, tune mujhko banaya Main to jag ko naa bhaaya, tune gale se lagaya Haq tuhi hai khudaya, sach tuhi hai khudaya Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Jab kahin pe kuch nahi, bhi nahi tha Wahi tha, wahi tha, wahi tha, wahi tha Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam


Other A.R. Rahman songs:
all A.R. Rahman songs all songs from 2011