Hemant Kumar — Beqarar Karke Humein

[Into] Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Verse 1] Dekhiye woh kaali-kaali badaliyan Zulf ki ghata chura na le kahin Chori-chori aake shokh bijliyan Aapki ada chura na le kahin Yoon kadam akele na aage badhaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Bridge] Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Verse 2] Dekhiye gulaab ki woh daaliyan Badh ke choom le na aap ke kadam Dekhiye gulaab ki woh daaliyan Badh ke choom le na aap ke kadam Khoye-khoye bhanwre bhi hain baag mein Koi aapko bana na le sanam Behki-behki nazron se khud ko bachaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Bridge] Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Verse 3] Zindagi ke raaste ajeeb hain In mein is tarah chala na keejiye Khair hai isi mein aapki huzoor Apna koi saathi dhoondh leejiye Sun ke dil ki baat yun na muskuraiye Aapko hamaari kasam laut aaiye [Outro] Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye Beqarar karke hamein yun na jaaiye Aapko hamaari kasam laut aaiye


Other Hemant Kumar songs:
all Hemant Kumar songs all songs from 1962