Jagjit Singh — Ek Pyar Ka Naghma Hai

Intro [ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai] Verse 1 [kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai Jeevan ka matlab to ana aur jana hai Kuch pakar khona hai, kuch khokar pana hai Jeevan ka matlab to ana aur jana hai Do pal ke jeevan se ek umr churani hai Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai] Refrain [ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai] Verse 2 [tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinara hoon Tu mera sahara hai, main tera sahara hoon Ankhon mein samandar hai, aashaon ka pani hai Zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai] Outro [ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai Zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai]


Other Jagjit Singh songs:
all Jagjit Singh songs all songs from 2003