Jagjit Singh — Seene Mein Sulagte Hain

Intro [seene me sulagte hain armaan Seene me sulagte hain armaan Aankho me udaasi chhaayi hai Ye aaj teri duniya se hame Taqdeer kahaan le aayi hai Seene me sulagte hain armaan] Verse 1 [kuchh aankh me aansoo baaki hain Jo mere gham ke saathi hain Jo mere gham ke saathi hain Ab dil hai naa dil ke armaan hain Ab dil hai naa dil ke armaan hain Bas main hu meri tanhaayi hai] Refrain [seene me sulagte hain armaan] Verse 2 [na tujhse gila koyi hamko Na koyi shikaayat duniya se Do chaar kadam jab manzil thi Do chaar kadam jab manzil thi Qismat ne thokar khaayi hai] Refrain [seene me sulagte hain armaan] Verse 3 [ek aisi aag lagi man me Jeene bhi naa de marne bhi naa de Chup hun to kalеja jalta hai Chup hun to kaleja jalta hai Bolun to teri ruswaayi hai] Outro [seene mе sulagte hain armaan Aankho me udaasi chhaayi hai Ye aaj teri duniya se hame Taqdeer kahaan le aayi hai Seene me sulagte hain armaan]


Other Jagjit Singh songs:
all Jagjit Singh songs all songs from 2003