Kishore Kumar — Ek ajnabee haseena se

Ek ajnabi hasina se Yun mulaaqat ho gayi Ek ajnabi hasina se Yun mulaaqat ho gayi Phir kya hua yeh na puchho Kuch aisi baat ho gayi Ek ajnabee haseena se Yun mulakat ho gayi Phir kya hua yeh na puchho Kuch aisi baat ho gayi Wo achanak aa gayi Yun nazar ke saamne Jaise nikal aaya Ghata se chaand Chehre pe zulfen Bikhri hui thi Din mein raat ho gayi Ek ajnabee haseena se Yun mulakat ho gayi Phir kya hua yeh na puchho Kuch aisi baat ho gayi Jane man jane jigar Hota mai shayar agar Kehta gazal tere he adaon par Maine ye kaha to Mujse khafa wo Jaane hayaat ho gayi Ek ajnabee haseena se Yun mulakat ho gayi Phir kya hua yeh na puchho Kuch aisi baat ho gayi Khubsurat baat ye Char pal ka saath ye Sari umar mujko rahega yaad Mai akela tha magar Ban gai wo hamsafar Wo mere sath ho gayi Ek ajnabi hasina se Yun mulakaat ho gayi Phir kya hua ye na pucho Kuch aisi baat ho gayi..


Other Kishore Kumar songs:
all Kishore Kumar songs all songs from 2021