Kishore Kumar — Jahan Teri Yeh Nazar Hai

Hey, Dhin pata pat dhindi papa papapapa pappapapa Dhin pata pat dhindi papa papapapa pappapapa Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Bach na saka koi, Aaye kitne Lambe hai mere Haath itne Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Kyon nahi jaani tu yeh samajhta Kaam nahi yeh hai tere bas ka Kyon nahi jaani tu yeh samajhta Kaam nahi yeh hai tere baska Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Are Meri taraf jo utha hai tan kе Kat ke wahi haath gira badan se Saamne aayе kiska jigar hai Saamne aaye kiska jigar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye Band ho mutthi cheez nikal jaye Gili Gili Gili Chu Chu Chu Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye Band ho mutthi cheez nikal jaye Yeh thi karishma dekh idhar hai Yeh thi karishma dekh idhar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Bach na saka koi, Aaye kitne Lambe hai mere Haath itne Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai


Other Kishore Kumar songs:
all Kishore Kumar songs all songs from 2021