Kishore Kumar — Phoolon Ka Taron Ka Pt. 2

[Chorus] Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai [Instrumental-break] [Verse 1] Jab se meri aankhon se ho gayi tu door Tab se saare jeevan ke sapne hain choor Hey, Jab se meri aankhon se ho gayi tu door Tab se saare jeevan ke sapne hain choor Aankhon mein neend na mann mein chaina hai [Chorus] Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai [Instrumental-break] [Verse 2] Dekho hum-tum donon hain ik daali ke phool Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool Haan, dekho hum-tum donon hain ik daali ke phool Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool Aa mere paas aa, keh jo kehna hai [Chorus] Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai [Instrumental-break] [Verse 3] Jeevan ke dukhon se yoon darte nahi hain Aise bachke sach se ghuzarte nahi hain Hey, jeevan ke dukhon se yoon darte nahi hain Aise bachke sach se ghuzarte nahi hain Sukh ki hai chaah to dukh bhi sehna hai [Chorus] Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai [Chorus] Phoolon ka taron ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Ek hazaron mein meri behna hai


Other Kishore Kumar songs:
all Kishore Kumar songs all songs from 1971