Kishore Kumar — Ruk Ja Rokta Hai Yeh Diwana

Ruk ja.. O ruk ja rokta hai ye deewana Rooth ke mujhse na jana Dekhne vale samjhenge ki Tu hai meri mehbuba o ruk ja Rokta hai ye deewana rooth Ke mujhse na jana Dekhne vale samjhenge ki Tu hai meri mehbuba o ruk ja Ye mausam ye nazare In phoolon ke ishare Teri soorat pe ashiq Ye sare sanam Ye mausam ye nazare In phoolon ke ishare Teri soorat pe ashiq Ye sare sanam Kabhi mast hava chhedegi Tujhe kabhi ham a jayenge O ruk ja rokta hai ye deewana Rooth ke mujhse na jana Dekhne vale samjhenge ki Tu hai meri mehbuba O ruk ja Baithi hai haseena Tu sabse juda kyun Hai shokh ada uth jhoom Zara na jal hamare pyar pe Baithi hai haseena Tu sabse juda kyun Bikhra zulfen mayoos na Ho koi tujhse bhi kahega Ruk ja rokta hai ye deewana Rooth ke mujhse na jana Dekhne vale samjhenge ki Tu hai meri mehbuba O ruk ja Zulf na aise uljhe Duniya ghalat na samjhe Mashhoor ho na jaye afsana Koi zulf na aise uljhe Duniya ghalat na samjhe Mashhoor ho na jaye afsana Koi ai jan-e-vafa arrey Apna hai kya tujhe chhedega zamana Ruk ja rokta hai ye deewana Rooth ke mujhse na jana Dekhne vale samjhenge ki Tu hai meri mehbuba o ruk ja


Other Kishore Kumar songs:
all Kishore Kumar songs all songs from 1964