Shankar Mahadevan — Lakshya

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Tujhe ab ye dikhaana hai Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Mushkil koyi, aajaaye toh, parbat koyi, takraaye toh Taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh Mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam Paayega jo lakshya hai tera Lakshya toh har haal mein paana hai Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai Tujhe ab ye dikhaana hai


Other Shankar Mahadevan songs:
all Shankar Mahadevan songs all songs from 2004