A.R. Rahman — Main Tumhara

[Chorus: Hriday Gattani, Jonita Gandhi & Both] Tum na huye mere to kya Hmm, tum na huye mere to kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huye mere to kya [Verse 1: Hriday Gattani, Jonita Gandhi & Both] Tuhi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri Maahi mere naseeh marzi bata kya teri Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Main jaadon ke mahine ki tarah Aur tum ho Pashmine ki tarah Main deewaron ki tarah hoon Tum jaise ho dareecha Main bageecha jo tumne seenchaा [Chorus: Jonita Gandh, Hriday Gattani & Both] Tum na huye mere to kya Hmm, tum na huye mere to kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huye mere to kya


Other A.R. Rahman songs:
all A.R. Rahman songs all songs from 2020