Lata Mangeshkar — Salame Ishq Meri Jaan

[Verse 1: Lata Mangeshkar] Ishq walon se na poocho Ke unki raat ka aalam tanha kaise guzarta hai Juda ho humsafar jiska wo usko yaad karta hai Na ho jiska koi, wo milne ki fariyad karta hai [Chorus: Lata Mangeshkar] Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Tum humse pyar karne ki zara si bhool kar lo Mera dil bechain hai Mera dil bechain hai humsafar ke liye Mera dil bechain hai humsafar ke liye Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Tum humse pyar karne ki zara si bhool kar lo Mera dil bechain hai Mera dil bechain hai humsafar ke liye Mera dil bechain hai humsafar ke liye [Verse 2: Lata Mangeshkar] Main sunaaun tumhe baat ik raat ki Main sunaaun tumhe baat ik raat ki Chaand bhi apni poori jawani pe tha Dil mein toofan tha, ek armaan tha Dil ka toofan apni rawani pe tha Ek baadal udhar se chala jhoomke Ek baadal udhar se chala jhoomke Dekhte-dekhte chaand par chha gaya Chaand bhi kho gaya uski aaghosh mein Uff ye kya ho gaya josh hi josh mein Mera dil dhadka Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye [Chorus: Lata Mangeshkar] Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo [Bridge: Kishore Kumar] Haan-haan-haan-haan Haan-haan-haan-haan [Verse 2: Kishore Kumar] Iske aage ki ab daastan mujhse sun Sunke teri nazar dab-daba jayegi Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi Mera davaa hai honthon pe aa jayegi Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai Maseeha, maseeha mohabbat ke maaron ka hai Tu maseeha mohabbat ke maaron ka hai Hum tera naam sunke chale aaye hai Ab dawa de humein ya tu dede zehar Teri mehfil mein yeh diljale aaye hai Ek ehsaan kar, ehsaan kar Ek ehsaan kar apne mehmaan par Apne mehmaan par ek ehsaan kar De duayein De duayein tujhe umr bhar ke liye De duayein tujhe umr bhar ke liye [Chorus: Lata Mangeshkar] Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Salaam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo Tum humse pyar karne ki zara si bhool kar lo Mera dil bechain hai humsafar ke liye Mera dil bechain hai humsafar ke liye


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 1978