Lata Mangeshkar — Tujhe Dekha To

[Intro: Kumar Sanu] Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to ye jana sanam [Instrumental-break] [Chorus : Kumar Sanu & Lata Mangeshkar] Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Ab yaha se kaha jaye hum Teri baahon mein mar jaye hum Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Ab yaha se kaha jaye hum Teri baahon mein mar jaye hum Tujhe dekha to ye jana sanam [Verse 1: Lata Mangeshkar & Kumar Sanu] [Aankhein meri, sapne tere Dil mera, yaadein teri] O mera hai kya (la la la) Sab kuch tera (la la la) Jaan teri, saansein teri [Meri aankhon mein aansu tere aa gaye Muskurane lage saare gham] [Chorus : Kumar Sanu & Lata Mangeshkar] Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Ab yaha se kaha jaye hum Teri baahon mein mar jaye hum Tujhe dekha to ye jana sanam [Verse 2: Lata Mangeshkar & Kumar Sanu] Ye dil kahi lagta nahi Kya kahun main kya karu [Haan, tu saamne (la la la) Baithi rahe (la la la) Main tujhe dekha karu] [Tune awaaz di, dekh main aa gayi Pyaar se hai badi kya kasam] [Chorus : Kumar Sanu & Lata Mangeshkar] Tujhe dekha to ye jana sanam Pyaar hota hai deewana sanam Ab yaha se kaha jaye hum Teri baahon mein mar jaye hum Ab yaha se kaha jaye hum Teri baahon mein mar jaye hum [Outro: Lata Mangeshkar] Teri bahon mein mar jaye hum


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 1995