Mohammed Rafi — Likhe Jo Khat Tujhe

[Intro] Likhe jo khat tujhe Hazaaro rang ke nazaare ban gaye [Chorus] Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaaro rang ke nazaare ban gaye Saveraa jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe [Verse 1] Koi naghma kahi gunjaa, kaha dil ne ye tu aai Kahi chatki kali koi, main ye samajha tu sharamai Koi khushboo kahi bikhari, laga ye zulf laharaai [Chorus] Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaaro rang ke nazaare ban gaye Saveraa jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe [Verse 2] Fizaa rangi, adaa rangi, ye ithalana, ye sharmana Ye angdaai, ye tanhai, ye tarsa kar chale jaanaa Banaa de na kahi mujhko jawaan jadoo ye diwana [Chorus] Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaaro rang ke nazaare ban gaye Saveraa jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe [Verse 3] Jahaan tu hai, wahaan main hoon mere dil ki tu dhadkan hai Musaafir main tu manzil hai, main pyaasa hoon tu saawan hai Meri duniya ye nazrein hai, meri jannat ye daaman hai [Chorus] Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein Hazaaro rang ke nazaare ban gaye Saveraa jab hua to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe


Other Mohammed Rafi songs:
all Mohammed Rafi songs all songs from 1968