Mohammed Rafi — Mera Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse

Mere dil se sitamgar toone achchi dillagi ki hai Ke banke dost apne doston se dushmani ki hai Mere dushman tu meri dosti ko tarse Mere dushman tu meri dosti ko tarse Mujhe gham dene wale tu khushi ko tarse Mere dushman Tu phool bane patjhad ka Tujhpe bahar na aaye kabhi Meri hi tarah tu tadpe tujhko karar na aaye kabhi Tujhko karar na aaye kabhi Jiye tu is tarah ke zindagi ko tarse Mere dushman tu meri dosti ko tarse Mere dushman Itna to asar kar jaayein meri wafayein o bewafa Ik roz tujhe yaad aayein apni jafayein o bewafa Apni jafayein o bewafa Pasheman hoke roye, tu hansi ko tarse Mere dushman tu meri dosti ko tarse Mere dushman Tere gulshan se zyada veeran koi veerana na ho Is duniya mein koi tera apna to kya begana na ho Apna to kya begana na ho Kisi ka pyar kya tu beruki ko tarse Mere dushman tu meri dosti ko tarse Mujhe gham dene wale tu khushi ko tarse Mere dushman


Other Mohammed Rafi songs:
all Mohammed Rafi songs all songs from 1966