Mohammed Rafi — Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaaye

Ye mahalo ye takto Ye taajo ki duniya Ye insan ke dushman Samaajo ki duniya Ye insan ke dushman Samaajo ki duniya Ye daulat ke bhukhe Rivaazo ki duniya Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Har ek jism ghaayal Har ek ruh pyaasi Nigaaho me ulajhan Dilo me udaasi Ye duniya hai yaa Aalam e badahavaasi Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Jahaa ek khilaunaa Hai insan ki hasti Ye basti hai murdaa Parasto ki basti Jahaa aur jivan Se hai maut sasti Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Jawani bhatakati Hai badkaar banakar Jawa jism sajate Hai baazaar banakar Jahaa pyaar hotaa Hai vyaapaar banakar Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya jahaa Aadmi kuchh nahi hai Vafaa kuchh nahi Dosti kuchh nahi hai Ye duniya jahaa Aadmi kuchh nahi hai Vafaa kuchh nahi Dosti kuchh nahi hai Jahaa pyaar ki kadr Hi kuchh nahi hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Jalaa do ise phuk Daalo ye duniya Jalaa do jalaa do jalaa Do ise phuk daalo ye duniya Mere saamane se Hataa lo ye duniya Tumhaari hai tum hi Sambhalo ye duniya Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai Ye duniya agar mil Bhi jaaye to kya hai


Other Mohammed Rafi songs:
all Mohammed Rafi songs all songs from 1957