Shankar Mahadevan — Der Lagi Lekin

Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Jaise bhi ho din Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine yeh jaana hai Khushi hai kya, gham kya Dono hi do pal ki hai ruttein Na yeh thehre na ruke Zindagi do rangon se bane Ab roothe, ab maane Yehi toh hai, yehi toh hai yahan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansunyon ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Ab maine yeh jaana hai Kise kahoon apna Hai koi joh yeh mujh se keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi toh hai jaise karavan Tu hai tanha kab yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahan Koi sunaye joh hasti muskurati kahani Kehta hai dil main bhi sunnu Aansu bhi moti ho joh kisi ki nishani Kehta hai dil main bhi chhunu Baahein dil ki ho Baahon mein hi chalta chalun Yunhi raahon mein, bas yunhi Ab yahan, kab wahan Der lagi lekin Maine ab hai jeena seekh liya Aansunyon ke bin Maine ab hai jeena seekh liya Hai koi joh yeh mujh se keh gaya Yeh kahan tu reh gaya Zindagi toh hai jaise karavan Tu hai tanha kab yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahan Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahan


Other Shankar Mahadevan songs:
all Shankar Mahadevan songs all songs from 2011