Sonu Nigam — Main Agar Kahoon

[Intro] *Instrumentals* [Verse 1: Sonu Nigam] Tumko paaya hai to jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon Tumko paaya hai to jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi Woh lavz hi nahi Ki jinme tum ho kya tumhein bata sakhoon [Chorus: Sonu Nigam] Main agar kahoon tumsa haseen Qaynat mein nahi hain kaheen Taareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi [Post-Chorus: Sonu Nigam] Tumko paaya hai to jaise khoya hoon *Instrumentals* [Verse 2: Sonu Nigam] Shokhiyon mein doobi yeh adaayein Chehre se jhalki huyi hain Zulf ki ghani ghani ghataayein Shaan se dhalki huyi hain Lehrata aanchal Hai jaise baadal Bahon mein bhari hain jaise chaandni Roop ki chaandni [Chorus: Sonu Nigam] Main agar kahoon yeh dilkashi Hain nahi kaheen na hogi kabhi Taareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi [Post-Chorus: Sonu Nigam] Tumko paaya hai to jaise khoya hoon *Instrumentals* [Verse 3: Shreya Ghoshal] Tum huye mehrbaan Toh hai yeh dastaan Oh, tum huye mehrbaan Toh hai yeh dastaan Ab tumhara mera ek hai karavan Tum jahaan main vahaan [Chorus: Sonu Nigam] Main agar kahoon humsafar meri Apsara ho tum ki ya koi pari Taareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi [Verse 1 repeated: Sonu Nigam] Tumko paaya hai to jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon Tumko paaya hai to jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi Woh lavz hi nahi Ki jinme tum ho kya tumhe bata sakhoon [Chorus: Sonu Nigam] Main agar kahoon tumsa haseen Qaynat mein nahi hain kaheen Taareef yeh bhi to Sach hai kuch bhi nahi [Outro] *Instrumentals*


Other Sonu Nigam songs:
all Sonu Nigam songs all songs from 2007