Lata Mangeshkar — Are Re Are

Are re are yeh kya hua maine na yeh jana Are re are ban jaaye na kahin koi afsana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchana Are re are banata hai to ban jaaye afsana Haath mera thaam lo saath jab tak ho Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho Saamne baithe raho tum raat jab tak ho Arre re arre yeh kya hua maine na yeh jana Naam kya dein kya kahein dil ke mausam ko Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko Aisa lagta hai kisi ne chhoo liya humko Are re are yeh kya hua maine na yeh jana Are re are ban jaaye na kahin koi afsana Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchana Are re are banata hai to ban jaaye afsana Tum chale jao zara hum sambhal jaayein Dhadkanein dil ki kahin na machal jaayein Waqt se aage kahin na hum nikal jaayein Are re are yeh kya hua koi na pehchana Hamamein tumamein kuchh to hai Kuchh nahin hai kya Aur kuchh ho jaaye to Kuchh yakeen hai kya Dekh lo yeh dil jahan tha Yeh vahin hai kya Arre re arre yeh kya hua maine na yeh jana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsana Are re are kuchh ho gaya koi na pehchana Are re are banata hai to ban jaaye afsana Yaad kuchh aata nahin yeh hua kabse Ho gaya mushkil chhupana raaz yeh sabse Tum kaho to maang loon main aaj kuchh rab se Are re are yeh kya hua koi na pehchana Arre re arre banata hai to ban jaaye afsana Saamne hain raaste hum guzar jaayein Ya kisi ke waaste hum thehar jaayein Ab yahaan tak aa gaye hain ab kidhar jaayein Are re are yeh kya hua koi na pehchana Are re are banata hai to ban jaaye afsana Are re are yeh kya hua maine na yeh jana Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsana Are re are kuchh ho gaya koi na pehchana Are re are banata hai to ban jaaye afsana


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 1997