Lata Mangeshkar — Ek Tu Hi Bharosa

[Intro] Aa jao ki sab mil ke rab se dua mange Jivan me sukun chahe, chahat me wafa mange Halaat badalne me ab der na ho maalik Jo de chuke phir le, andher na ho maalik [Chorus: Kids & Lata Mangeshka] Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav [Verse 1: Lata Mangeshka & Kids] Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan [Chorus: Kids & Lata Mangeshka] Ek tu hi bharosa,ek tu hi sahara Is tere jahan mein, nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav [Verse 2: Lata Mangeshka & Kids] Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya [Chorus: Lata Mangeshka & Kids] Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (meri pukaar sun le) Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (hey, Ishwar ya Allah) Ishwar ya Allah, ye pukaar sun le Ishwar ya Allah hai daatav (meri pukaar sun le, meri pukaar sun le, meri pukaar sun le)


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 1999