Lata Mangeshkar — Jawani Aa Gayi Hai Ab Toh Aaja

(a a a a a o o o o Tere khyaal mein bachapan ki zindagi guzri Jawaani aaee to tujh ko pukaarti aaee) Kahaan hai tu mere sapano ke raaja (2) Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja Kahaan hai tu mere sapano ke raaja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja,,,,,,,.. Qasam hai dil ke armaano ki tujh ko (2) Qasam bachpan ke afsaanon ki tujh ko Wohi rangeen afsaane suna ja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja,,,,,,,.. Tujhe aawaaz dete hai sitaare (2) Bahare kar rahi hai kuchh ishaare, kuchh ishaare Ishaaron ka mujhe matalab bataaja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja,,,,,,,.. Zabaan par dil ki baatein aa gaee hai(2) BaDi be-dard raatein aa gaee hai Meri raaton ko aa kar jagmaga ja Jawaani aa gaee hai ab to aaja, ab to aaja,,,,,,,.. Posted By: Purnima


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 2013