Lata Mangeshkar — Yeh Raaten

Yeh raatein nayi purani Aate, aate jaate kehti hain koi kahani Yeh raatein nayi purani Aate, aate jaate kehti hain koi kahani Aa raha hai dekho koi Ja raha hai dekho koi Sabke dil hain jaage jaage Sabki aankhein khoyi khoyi Khamoshi karti hai baatein Yeh raatein nayi purani Aate, aate jaate kehti hain koi kahani Kya sama hai jaise khushbu Udd rahi ho kaliyon se Guzri ho nindiya mein palkon ki galiyon se Sundar sapnon ki baraatein Yeh raatein nayi purani Aate, aate jaate kehti hain koi kahani Kaun jaane kab chalengi Kis taraf se yeh hawayein Saal bhar to yaad rakhna Aisa na ho bhool jaayein Is raat ki mulakatеin Yeh raatein nayi purani Aate, aatе jaate kehti hain koi kahani Yeh raatein nayi purani Aate, aate jaate kehti hain koi kahani


Other Lata Mangeshkar songs:
all Lata Mangeshkar songs all songs from 1975